Ya Wahabo Ka Wazifa

ya wahabo ka wazifa

1. Jo Ya Wahabo isha ki namaz ke baad 1414 martaba parhe ga usay rizq ki farakhi naseeb hogi.
2. Jo 7 martaba roz Ya Wahabo parhe ga wo mustajab ud dawat hoga.
3. Agar koi qarz dar Ya Wahabu isha ke baad 1150 baar parhe ga wo maqrooz na rahega.
4. Jo koi fiqr o faqa se pareshan ho wo ism mubarak Ya Wahabu ki kasrat kare Allah Ta'la aesi rahat ata farmaye ga ke heran reh jaye ga.
5.Jo koi rizq ki farakhi chahta ho wo chasht ke waqt 4 rakat Namaz parhe phir salam ke baad sajday mein ja kar Ya Wahab 104 baar agar fursat na ho to 50 baar parhe maaldar ho jayega.
6. Jo shakhs fiqro faqa mein giraftar ho wo kasrat se ye ism Ya Wahaboo parha kare ya likh kar apne paas rakhe to Allah Ta'la use fiqro faqa se Insha Allah herat angez to par nijat dengay.
7. Koi bhi hajat pesh aaye to adhi raat ke waqt ghar ya masjid ke sehan mein sajda kar ke hath utha kar 100 baar Ya Wahab parhe ye amal 3 ya 7 raat kare Insha Allah hajat poori ho jayegi.
8. Jab koi mushkil pesh aaye to kisi medan mein ja kar dua ki tarah hath utha kar 100 baar Ya Wahabo parhe Insha Allah mushkil asan ho jayegi.


1.      Reciting "Ya Wahabo" 1,414 times after the Isha (night) prayer is believed to lead to an increase in sustenance.

2.      Those who recite "Ya Wahabo" seven times daily are considered among those whose prayers are readily accepted.

3.      A person burdened with debt who recites "Ya Wahabo" 1,150 times after the Isha prayer will, by Allah's will, be relieved from indebtedness.

4.      Regular recitation of "Ya Wahabo" is said to provide relief from poverty and distress, granting unexpected ease and comfort.

5.      Performing a four rakat prayer during the mid-morning (Chasht) time and then prostrating to recite "Ya Wahabo" 104 times (or 50 times if pressed for time) is believed to lead to wealth and prosperity.

6.      For any legitimate need, performing prostration in the courtyard of one's home or a mosque at midnight and reciting "Ya Wahabo" 100 times, for three or seven consecutive nights, is recommended for the fulfillment of that need.

7.      In times of hardship, going to an open field, raising hands in supplication, and reciting "Ya Wahabo" 100 times is believed to bring ease to the difficulty.

No comments:

Post a Comment